India Current GK | India GK

General Knowledge and Current Affairs, Current GK

Patwari Answar Key/Solved Paper

Patwari Answar Key/Solved Paper Comming Soon...
RAJASTHAN PATWARI EXAM ANSWER KEY 25-September-2011

Agar aapko koi prasn agar yad hai to niche k Comment Box me type kar k hame bheje
Thanks



इस वेबसाइट  की हर नई जानकारी अपने मेल-बॉक्स में मुफ्त मंगाइए!!
www.Indiacurrentgk.com  is useful for all Free Sample Papers, Solved Model Papers, Solved Question Papers, Bank Sample Papers, UPSC Sample Paper, B.Ed Solved Papers, General Awareness Solved Papers, Indian Competitive Exams, Railway Recruitment Board Exams Paper, SSC Sample Paper , CBSE Sample Paper , Employment News , Results etc  Published by Surendra Kumar Tetarwal for http://www.examgk.com/
You have just read an article that category Notice Board / Patwari Answar Key / Patwari Exam 2011 / Patwari Result / Results by title Patwari Answar Key/Solved Paper. You can bookmark this page with a URL http://currentgk1.blogspot.com/2011/09/patwari-answar-keysolved-paper.html. Thank you!
Published By: Surendra Tetarwal -

54 comments to "Patwari Answar Key/Solved Paper"

  1. 1.bhim shen ka nidhan kab hua
    2.raj bhasha vibhag kab bana
    3.sabla yojana ki shuruat kab hui
    4.paryatan ko badawa dene ke liy rail gadi chalane ki yojana
    5. adyar park kahan sthit hai
    -pannalal gaswan

    ReplyDelete
  2. 1. bharat ke second president - Dr. S. Radha Krishnan

    2. rajasthan me sarwadhik aandhiya - Ganganagar

    3. 8000 rs. ke 8% ki dar se 4 sal k SI and CI ka diffrence

    ReplyDelete
  3. (1)janpad ka prasasnic adhikari hota h;1)chief secrt.2)dict collector3)zila pramukh4)none
    (2)chapania akal tha?

    ReplyDelete
  4. rajasthan main sabse kum population wala sambhag konsa hai

    ReplyDelete
  5. rajasthan ne kitne sal bad ranji trophy jeeti hai

    ReplyDelete
  6. rajasthan ka vidhanshaba adyakch

    ReplyDelete
  7. Que. Arthi me fenke jane wale peso ko kya kehte hai? Udaipur patwar exam 2011
    Ans. Bakher

    ReplyDelete
  8. Bharat pur sambhag me kitne jile (district) aate hai ? Udaipur exam
    Ans. 4 district

    ReplyDelete
  9. Ques. District ka sabse bada police adhikari hota hai?
    (a) IG (b) DIG (c) ?(d)?
    Ans. I dont know

    ReplyDelete
  10. Que.-wo konse kavi hai jinki 194 vi punya tithi manai gayi hai ?
    Que. Manikya lal verma kis jile se the ?
    Que. Konsa tax state dwari lgaya jata hai?
    (a)Income tax (b)sales tax (c)wealth tax (d)Nigam Tax
    Ans.
    Udaipur patwar exam

    ReplyDelete
  11. 1) 8690 rs ka 8%ki rate se 4 years ka ci and si me diffrence?
    2) half circile ki boundary 2 meter hai than its area ?
    3) second indian president

    4)where is jawi dam
    5) who is mahila cheairmen?
    6) who is human rights commison cheair men?
    and more contect 9024806501

    ReplyDelete
  12. Patwari exam question-
    1. Bina easar ki gangor kha puji jati he?
    2.Tastarinuma kon sa city he.
    3.Harmada ka yudh kis ke bich hua?

    ReplyDelete
  13. bandoli ki chatri kis shashk ne banvai thi

    ReplyDelete
  14. Patwari exam question(Dausa)
    1.Uach sadan konsa hai:-
    2.sansad ki saunkat adivasan ko aawot karta hai
    3.rajasthan vidhansabha ki gatan kab huwa hai
    4.istaniya savsashan konsi anusuchi me aata hai
    5.Prosesip sanereio kiska vagayanik name hai
    6.mirch ka utpadan kahan hota hai
    7.godwadi bhasa hai
    8.air kargo ki khan istapna ki hai
    9.telgana vivadh konse state me hai
    10.ranapartap sagar bandh khan hai

    ReplyDelete
  15. Jalore patwar exam 2011
    1. Karshina vilash mahal kaha he.?
    2. Dev kund ki chatariya kaha he.?
    3. sadar kanuango ke karay he.?
    4. Sachivalay punargathan samiti 1959-60 ke adhayakh kon the..
    5. Hanumagadh dist. Kab bana...?Jalore patwar exam 2011
    1. Karshina vilash mahal kaha he.?
    2. Dev kund ki chatariya kaha he.?
    3. sadar kanuango ke karay he.?
    4. Sachivalay punargathan samiti 1959-60 ke adhayakh kon the..
    5. Hanumagadh dist. Kab bana...?

    Laxman Pal Raika

    ReplyDelete
  16. Jalore patwar exam 2011
    1. Dev kund ki chatriya kaha he..
    2. Karishna vilash mahal kaha he..
    3. Khatoli ka yudh kinke beech hua...
    4. Sadar kanungo ke karay kya he..
    5. Sagadee partha ka sambandh kishse he..
    6. Hathi mana nartay kis janjaati kahe..
    7. Konsa nartay bina vadhay yantar ke hota he..
    8. Languriya nartay kaha ka he..a vilash mahal kaha he..
    3. Khatoli ka yudh kinke beech hua...
    4. Sadar kanungo ke karay kya he..
    5. Sagadee partha ka sambandh kishse he..
    6. Hathi mana nartay kis janjaati kahe..
    7. Konsa nartay bina vadhay yantar ke hota he..
    8. Languriya nartay kaha ka he..

    ReplyDelete
  17. Bhawani Singh NatwadiyaSeptember 27, 2011 at 2:13 PM

    Patwari exam question(Jaisaler)
    1. Mumal kya hai:-
    2.

    ReplyDelete
  18. 1.test tube baby ka janam rajsthan main kaha hua tha.
    2.UID card number kitne digit ka hai.
    3.Kis krantikaree ko jail main jalaya gaya tha.
    4.Rajasthan main sab se jyda ground nut kaha hote hai.
    5.tajeye kis tyohar par nikale jate hain.
    6.raj bhasa adhinim kis varas main lagoo huaa.
    7.mratu bhoj ko kya kahte hain.


    Jaipue patwar exam.

    Ravi Garg

    ReplyDelete
  19. BHILWARA PATWAR EXAM PAPER 1) Languriya dance is related temple 2) khatoli war was fought by ? 3)arabi pharsi research institute ? 4)rajasthan me divisions ? 5)matsy sangh ki rajdhani ?BHILWARA PATWAR EXAM PAPER 1) Languriya dance is related temple 2) khatoli war was fought by ? 3)arabi pharsi research institute ? 4)rajasthan me divisions ? 5)matsy sangh ki rajdhani ?

    ReplyDelete
  20. Patwar exam. Ganganagar
    1. sabse purani prakritik jhil konsi hai
    2. Rajya ke mukhya sachiv ki niyukti kon karta haiPatwar exam. Ganganagar
    1. sabse purani prakritik jhil konsi hai
    2. Rajya ke mukhya sachiv ki niyukti kon karta hai

    ReplyDelete
  21. BHILWARA PATWAR EXAM PAPER 1) Rajasthan me sabse jyada rice ? 2) haldighati ke war ko khamnor ka war kisne kaha tha ? 3) rajasthan me panchayati raj kab lagu hua tha ? 4) 1999 me rajasthan prashashnik sudhar aayog ka adhyax kon tha ? 5) tamranagari sabyta konsi hai ? yada rice ? 2) haldighati ke war ko khamnor ka war kisne kaha tha ? 3) rajasthan me panchayati raj kab lagu hua tha ? 4) 1999 me rajasthan prashashnik sudhar aayog ka adhyax kon tha ? 5) tamranagari sabyta konsi hai ?

    ReplyDelete
  22. Ganganagr Patwar exam
    1. Sabse adhik varsha wala jila
    2. Sabse bada jila
    3. Rajasthan ka rajya nritya
    4. Sthaniya swashan vishay haiGanganagr Patwar exam
    1. Sabse adhik varsha wala jila
    2. Sabse bada jila
    3. Rajasthan ka rajya nritya
    4. Sthaniya swashan vishay hai

    ReplyDelete
  23. rajsthan me sabse kam panchayat sametiya konse jile me hain

    ReplyDelete
  24. Jodhpur patwar: sabse kam vidhan saba seet kis jile me hain

    ReplyDelete
  25. jaipur me metro priyozana ko manjuri kab mili

    ReplyDelete
  26. sabse achik vishpan ki shamta kis tree m hoti hai

    ReplyDelete
  27. rajsamand patwar
    1- manavadhikar aayog ke presiden kon he?
    2- santare sdhik dist. me hote he?

    ReplyDelete
  28. jodhpur patwar exam
    -gorbandh kya hai
    -urdu upsarg 'la' ka arth kya hai
    -constitution ki aatma kya hai(preamble,fundamental right,niti nirdesak tatva)
    -'gratuity' ka meaning
    -'ignorance' ka meaning
    -gangasagar bandh kis nadi par hai
    -garasiya jati ka nritya/dance
    -obama ne rajasthan ke kis village se direct video confrensing ki thi
    -'chai me thoda dudh dalo' sentance me 'gunvachak vishesan batao
    -rajasthan ke madhya purvi bhag me boli jane wali boli/bhasha
    -rajasthan ke akikaran me sabse last me vilaya hone wale zile
    -sabse kam jansankhya wala sambhag
    -supreme court ka judge jo karyavahak rastrapati rha

    Aditya gehlot

    ReplyDelete
  29. 1. Atmkatha ka mining.
    2. Authentic ka hindi anuvad.
    3. rajasthan ka setraful kya he.
    4. Locshabha ka pithasin adhikari
    5. Authorizes ka hindi anuvad

    ReplyDelete
  30. Jalore Patwar 2011
    1. Bhiloo ki boli konsi he - bagdi.
    2. Konshi nadi u akar ki ghati banati he.- mahi nadi.
    3. Puravi medan kishke avshes mane jate he.- tethis sagar ke.
    4. Nauntam antar rajay wala dist kosnsha he.- bhilwara.
    5. Rajasthan ka panjab kise kah jata he. Sanchore.
    6 pashchimi rajasthan ka sabse ardar ishthan he.. Raniwara jalore.
    7. Malkhet ki pahadiya kaha he. Sikar
    8. Sabse uncha pathar konsa he. Udiya ka patha mount abu.
    9. Ghode ki mazar kaha he.. Ajmer.
    10. Bajana ganesh mandir kaha he. Sirohi me.
    11. Chini yatri hewnsang ne bhinmal ka kya name diya tha. Polo milo.
    12. Loghda kya he.. Adivashi mahilao ka vashtra he..

    Laxman Pal Raika & vivek dewasi
    Raniwara - jalore.si he - bagdi.
    2. Konshi nadi u akar ki ghati banati he.- mahi nadi.
    3. Puravi medan kishke avshes mane jate he.- tethis sagar ke.
    4. Nauntam antar rajay wala dist kosnsha he.- bhilwara.
    5. Rajasthan ka panjab kise kah jata he. Sanchore.
    6 pashchimi rajasthan ka sabse ardar ishthan he.. Raniwara jalore.
    7. Malkhet ki pahadiya kaha he. Sikar
    8. Sabse uncha pathar konsa he. Udiya ka patha mount abu.
    9. Ghode ki mazar kaha he.. Ajmer.
    10. Bajana ganesh mandir kaha he. Sirohi me.
    11. Chini yatri hewnsang ne bhinmal ka kya name diya tha. Polo milo.
    12. Loghda kya he.. Adivashi mahilao ka vashtra he..

    Laxman Pal Raika & vivek dewasi
    Raniwara - jalore.

    ReplyDelete
  31. patwar paper ajmer by govind dev & monty dadhich... V&P=PADANGA (BANDANWARA BHINAI) AJMER 50 QUESTION H MAGR TIME NAHI H LIKH NE KA........... 1.haari bhavri krishi ka sambad kis janjati s h? ans.garasiya 2.folri aabhushan h? ans.per(foot) 3.jail k liye konsi samiti banai gayi? 4.kitne dharmik sthano ko jodne ki yojna h? ans.610 5.bharteshver bahubali ghor k writter kon h? ans. brijsen suri 6.faiyaj ali ka sambandh kis chitra saily s h? ans.kishnghar 7.rajbhasha act m sansodhan kb hua? ans.1967 8.CAG ki niyukti kis artical k taht hoti h? ans. 148 to 151 9.udasya prastavna kisne pais kiya? ans. j.l. nehru 10. sangeet ratnakar k writter kon h? ans. sarangdhar 11.peryavran nyayaddikaran k chairman? i dont know 12.rajdarbaar ki baithak vyavastha kahlati thi? ans. missal 13. tambaku ka sarwadhik utpadan hota h? ans. jhunjhunu(by option) 14.adhisuchit khstra(area)samiti kaha sthapit hoti h? ans. 15.kamaycha ka sambandh h? ans. magniyar jaati s 16.india ki prtyarpan sandhi kis country s hui? ans. saudi urab 17.bijli meter banane ki factory h? ans.metails and electricals jaipur. 18.surya mal mishran k sambandh m konsa kathan sahi nahi h? ans. 19. direct tex code kb lagu hogi? ans.1 april 2012 20. binota kya h? ans. dulha dulhan k jutte. 21. kath ka rain basera kaha h? ans. jhalawad 22.spice park? ans. ramganj mandi kota 23.rajya mantri and sansdiye sachiv k pad kab bane? ans.koi idea nahi 24.india ka green railway station konsa h? ans. manwal j&k 25.sunail tappa kb rajasthan m samilit kiya gaya? ans.1.11.1956

    ReplyDelete
  32. jodhpur patwar exam
    -gorbandh kya hai- camel k gale ka aabhushan
    -urdu upsarg 'la' ka arth kya hai- bina/abhav
    -constitution ki aatma kya hai(preamble,fundamental right,niti nirdesak tatva)- preamble/prastavana
    -'gratuity' ka meaning- chhut/subsidy
    -'ignorance' ka meaning= nakarna/mana karna
    -rana pratap sagar bandh kis nadi par hai- mahi
    -obama ne rajasthan ke kis village se direct video confrensing ki thi- kanakapura
    -'chai me thoda dudh dalo' sentance me 'gunvachak vishesan batao- thoda
    -rajasthan ke akikaran me sabse last me vilaya hone wale zile- Ajmer-merwada
    -sabse kam jansankhya wala sambhag- bharatpur
    -supreme court ka judge jo karyavahak rastrapati rha- mohd. hidayatullah
    other............................................
    -who is human rights commison cheair men?- rajesh baliya
    -rajasthan ka vidhanshaba adyakch- dipendra singh shekhawat
    -Uach sadan konsa hai:- rajya sabha/vidhan parishad
    -sansad ki saunkat adivasan ko aahut karta hai-rashtrapati
    -istaniya savsashan konsi anusuchi me aata hai -11 (12-nagariya/shahari swashaashan)
    -Prosesip sanereio kiska vagayanik name hai -khejari
    -telgana vivadh konse state me hai -Andhra pradesh


    View Patwari Solved Paper From all State in Rajasthan

    ReplyDelete
  33. govind dev and monty dathich thanks agar time mile to pure question likh dena

    ReplyDelete
  34. rastrapati ki chunav padti konsi h.
    ekal sankranmaniy
    SANJAY KUMAR MEGHWAL BIKANETR

    ReplyDelete
  35. GHANSHYAM BANJARA NAGAUR
    1- SEKHAWATI ME KUEE KO KYA KAHTE HE......
    2-SARWADIK ESBGOL UTPADAK JILA KON SA HE......
    3- PANCHAYATI RAJ KA SUBHARAM KAB OR KISNE KIYA............
    4- KUD KIS JAN JATI KA NARTYA HE...
    5- SARWADIK JANSKHAYA GHNTAV WALA CHETRY KON SA HE...
    6-BUNDI KIS NE BASAYA THA..........
    7- KAJRI KAHA PAR HE'''''''''
    8-

    ReplyDelete
  36. mera name babu meena

    Q.1 Adhar me kitne number ki Id banti he
    Ans. 12

    Q2. Aurvedik University Kha par he
    Ans. Jodhpur
    Q3.

    ReplyDelete
  37. jarib ki suruat kisne ki (ganganager)

    ReplyDelete
  38. Ganganagar patwar exam.
    1. Ban ganga ka mela kaha lagta h- bairath meGanganagar patwar exam.
    1. Ban ganga ka mela kaha lagta h- bairath me
    2. Bhartiya savidhan ki shuruat mani jati h- regulating act 1773
    3. Sant raidas ki chhatri h- chitorgath me
    4. Rastriya sarso anusthan kendra(sevar)- bharatpur me
    5. Samp sabha ki sathapna ki- govind giri ne
    6. Rajasthan ke ekikaran ke prarambhik jile the- alwar, bharatpur, karoli, dholpur.
    7. Palanhar yojna ka sambandh h- anusuchit jati ke bachho ke palan se
    8. Khesrafal ki darsti se sabsa bada jila h- jaisalmer
    9. Rajasthan ka rajya nartya h- ghumar
    (abhi time nahi h baki ques. Bad me)Sant raidas ki chhatri h- chitorgath me
    4. Rastriya sarso anusthan kendra(sevar)- bharatpur me
    5. Samp sabha ki sathapna ki- govind giri ne
    6. Rajasthan ke ekikaran ke prarambhik jile the- alwar, bharatpur, karoli, dholpur.
    7. Palanhar yojna ka sambandh h- anusuchit jati ke bachho ke palan se
    8. Khesrafal ki darsti se sabsa bada jila h- jaisalmer
    9. Rajasthan ka rajya nartya h- ghumar
    (abhi time nahi h baki ques. Bad me)

    ReplyDelete
  39. 1. Atmkatha ka mining.
    2. Authentic ka hindi anuvad.
    3. rajasthan ka setraful kya he.
    4. Locshabha ka pithasin adhikari
    5. Authorizes ka hindi anuvad
    6. OBAMA BHART KAB AYA
    7. METRO KAB CHALI
    8. BRIJS KON PAHANTA HE
    9. SATUDI TIJ KAB MANAI JATI HE

    HEM RAJ KOLI BHILWARA

    CHITTORGARH PATWAR
    EXAM 2011

    ReplyDelete
  40. sri ganganagar
    1.jarib ki length kitni hoti hai?
    2.rani padmini kis ki putri thi.
    3.jrib ki shuruaat kise ki?
    4.mukhya sachiv ki niyukti kon krta hai?

    ReplyDelete
  41. 1.savindhan ka vikas kis act se shuru hua?
    2.samagra aawas yojna kahan se shuru hui?
    3. antonday yojna ka prarmbh kab aur kisne kia?
    4.sawsthay beema yojna ka prarmbh kab hua?
    5-sarv shiksha abhiyan me rajya ka kitna ansh hai?

    ReplyDelete
  42. patwar pariksa ganganagar
    6.palanhar yojna ka samandh kis se hai?
    7.kushalgarh parjamandal ki sthapna kab hui?
    8.janpad ka mukhia kon hota h?
    9.sarpanch ka nirvachan kon karta hai?
    10.prshasanik drishti se zile ko banta jata h?
    11.zareeb ka upyog kis mughal samrat ne shuru kia?
    12.revenue zareeb ki lambai kitni hoti hai?
    13.ek beegha me kitne varggarj hote hai?
    14.raj. ki sbse prachin praktik jheel
    15.raj. ki sbse badi meethe pani ki jheel?
    16.area wise raj. ka sabse bada zila?
    17.mukhya sachiv ki niyukti kon karta h?
    18.kisi vibhag ka rajnetik pramukh hota hai?
    19.kis sant ko sikandar lodi ne jagir pradan ki?
    20.jaipur me kis raja ne dhrupad gayaki ko badhava dia?

    ReplyDelete
  43. patwar pariksa ganganagar
    21-krishnakumri kis rajaki putri thi?
    22-matsay sangh ki riyaste kounsi thi?
    23-banganga mela kahan lagta hai?
    24-aauwa me kis angrej ki hatya kar di gai?
    25-raidas ki chhatri kahan hai?
    26-rajasthan ki bolio ka sangarh kis vidvan ne kia?
    27-sevar ke sarso kenda ki sthapna kab hui?
    28-akshat koushal yojna ka samandh kis se hai?
    29-raj. ka ist waste power plant kahan ha?
    30-raj. ka kitna bhag maru achhadit hai?
    31-sabse prachin khyat konsi hai?
    32-banithani ka chitarkar?
    33- mukhya sachiv kis seva se hota hai?
    34-president ki nirvachan pranali?
    35-padmini kis ki putri thai?
    36-upaj badhane ke liye konsi fasal boi jati hai?
    37-akbar ke navratno me se kon raj. ka ek kavi tha?
    38-samp sabha ki sthapna kis ne ki?
    39-raj. ka pramukh lok nritay kon sa hai?
    40-dhola maru ka samandh kis zile se hai?
    41-raj. vidhan sabha ka adhyaksh kon hai?
    42-sarvadhik varsha wala zila konsa hai?
    43-mahi kanchan kis fasal ka naam hai?

    ReplyDelete
  44. lokpal bill me ana hajre ne kiska samrtan kiya tha ?

    ReplyDelete
  45. please ganganagar k ques k answer provide kijiye

    ReplyDelete
  46. patwar pariksha Ganganagar
    44. 1899-1900 ka akal tha? Ans-Trikal
    45.rastriy panchayat divas? Ans- 24 apr.2010
    46.sthaniy svashasan kis suchi ka vishay h? Ans- rajya
    47.Tonk ki sthapna kis ne ki? Ans- Ameer khan pindari
    48.kitni aay tak income tax nahi lagta? Ans- 1,80,000
    49.upkhand adhikari nimn me se kya nhi karta?
    Ans- jiladhish ko nirdesh dena

    ReplyDelete
  47. AJMER PATWAR EXAM 25.9.2011 [ NIRMAL GARWA DEGANA NAGAUR]

    Q.1 HUNDAI CAR Company kis desh ki hain?
    Q.2 Marru-gocar yojna kab prarmbh ki gai?
    q.3 D.T.C.[pratyex kar sahita] kab lagu hogi?
    q.4 patwario ki neyokti kiske dhwara hoti han?
    q.5 Rajsthan main MAWAT kis se sambandit hian?
    q.6 jun maah main surye kis jille main lambwat camkata h?
    q.7 NAGAUR KA SUHALAK setra kis ke liye parsidh hain?
    q.8 SANGEET RATNAKAR ke rachnakar kon h?
    q.9 Raj. m adhik tambaku udpadan wala jilla konsa h?
    q.10 kamayacha ka sambandh kis jati se h?
    q.11 Rajsthan me kala pathar kaha nikala jata h?
    q.12 pagtia utarano ka kya arth hain?
    q.13 Akhey-shahi sikhe kis riaasat m pracleet the?
    q.14 Rajsthan me farssi bhasa ka sabse pracin abhilekh kis jille me hain?
    q.15 Aahuaa me kis Angreg political ajent ka vadh hua?
    q.16 'sunel tappa' jo mandshor jille ka bhag tha,rajsthan me vilay kab hua ?
    q.17 karnal tod ne kis yudh ko 'mewar ka thrmapolly' kaha?
    q.18 RAjasthan Me sarwadik janjati he?
    q.19 Rajasthan ke swatantrata sngram ka bhama shah kise kaha gaya hain?
    q.20 minnao ne riaasat kal me kis adhiniyam ke virudh andholan kiya ?
    q.21 kath ka rain basera mahal rajsthan me kaha hain?
    q.22 FOLLRI Abhusan kaha pahana jata hain?
    q.23 'Grant' ke liye hindi paribhasik sabad hain?
    q.24 'Deputation' ke liye hindi sabad hain?
    q.25 'contingencies' ke liye hindi paribhasik sabad he?
    q.26 'Humanitarian' ke liye hindi paribhasik sabad he?
    q.27 Rajbhasa adhiniyam me sansodan kab huaa ?
    q.28 rajye sarkar ki mukhye niti nirman sanstha konsi h?
    q.29 kis vidaan sabha se rajye me rajyemantri or sansdiye saciv ki wevsta ki gai?
    q.30 adhi-sucit setra samiti ki stapna kaha hoti hain?
    q.31 hindi sabad 'SUT' or 'SUUT' KA arth kya hain?
    q.32 PARTAPGARGH,AJABGARGH,THANAGAJEE OR BALDEVGARGH ME BOLEE JANE WALI BOLI HE?
    A. aarej mewati B. kather mewati C. naheda mewati D. bhayana mewati [........]

    "INKE UTTAR MUJE EMAIL ID PAR BHEJ DENA G"
    Email id- nirmalgarwa@gmail.com

    ReplyDelete
  48. plz provide me patwari exam answer key with quetions.

    ReplyDelete
  49. ALWAR DIstt. PATWARI

    Bharat & pak ki international seemaaaa konsi hai ans. - REDLKLEAF REKHA GL Rathore
    gsain24@gmail.com

    ReplyDelete
  50. Patwari exam 25-9-2011 answer key Dist. Nagour Rajasthan

    ReplyDelete
  51. @ nirmalgarwa@gmail.com
    Answer of the questions
    1. कोरिया
    2.
    3. 1 अप्रैल 2012
    4. राजस्व विभाग
    5.
    6. बांसवाडा {not confirm )
    7. बैलों के लिए
    8. सारंगधर
    9. झुंझुनू
    10.मंग्लियार जाति
    11.भैसलाना
    12.
    13.जैसलमेर
    14.अजमेर
    15. मेक्मोसन
    16.
    23. अनुदान
    24. प्रतिनियुक्ति
    25.

    ReplyDelete
  52. india ka sabse adhik versha wala shetra koun sa hai.

    ReplyDelete

Click Here For your Comment